Archive for the ‘Hindi Lyrics’ Category

Tu Yaad Na Aaye Lyrics – Aap Ka Suroor – The Album

Lyrics
[Tujhe bhuljaana jaana
Mumkin nahin ]– 3
[Tu yaad na aaye
Aisa koi din nahin] – 2

[Tujhe bhuljaana jaana
Mumkin nahin] – 2
[Tu yaad na aaye
Aisa koi din nahin] – 2

[(Tujhe bhuljaana jaana
Mumkin nahin) – 2
Tu yaad na aaye
Aisa koi din nahin] – 2

Tera jaadu aisa chhaya
Har zarre mein tujhko paaya
Chahe mohalle ho choron gulsa
Chahe ho viraana alam
Har pal hai maujudgi teri
Har mausam hai tera mausam

[(Tujhe bhuljaana jaana
Mumkin nahin) – 2
Tu yaad na aaye
Aisa koi din nahin] 2

Main karta hun lakh bahane
Par bin tere dil na mane
Jitna tujhko bhulna chahun
Utna hi tujhko paas main paaun
Tu na jaane aye mehbooba
Main tere ishq mein kitna duba

[(Tujhe bhuljaana jaana
Mumkin nahin) – 2
Tu yaad na aaye
Aisa koi din nahin] 2

Tu yaad na aaye
Aisa koi din nahin
Tu (yaad na) – 3
Aaye aisa koi din nahi

Saiyyan Lyrics – Kailash Kher

Happy birthday to you…………miss you

Lyrics

Heere moti main na chaahoon
main toh chaahoon, sangam tera
main toh teri…saiyyan
tu hai mera ….
…saiyyan …saiyyan

tu jo chhoo le pyaar se
aaraam se mar jaaoon
aaja chanda bahoo mein
tujh mein hi gum ho jaaoon main
tere naam mein kho jaaoon
saiyyan … saiyyan

mere din khushi se jhoome, gaaye raatein
pal pal mujhe dubaaye jaate jaate
tujhe jeet jeet haaroon
yeh praan praan varoon
hay aise main nihaaroon
teri aarti utaaroon
tere naam se jurde hai saare naate
saiyyan … saiyyan

banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaaoon
baithoon naiya preet ki
sansaar se thar jaaoon main
tere pyaar se thar jaaoon
saiyyan … saiyyan

yeh naram naram nasha hai…badhta jaaye
koi pyaar se ghungatiya deta uthaaye
ab baawra hua mann
jag ho gaya hai roshan
yeh nayee nayee suhaagan
ho gayee hai teri jogan
koi prem ki pujaaran mandir sajaaye
saiyyan … saiyyan
Saiyyaaaaaaaaan…saiyyan

heere moti main na chaahoon
main toh chaahoon sangam tera
main na jaanu
tu hi jaane
main toh teri
tu hai mera
main na jaanu
tu hi jaane
main toh teri
tu hai mera
main toh teri ………… tu hai mera