Chayee Madhoshiyan Lyrics – Jumbo

Lyrics

Ha aHa aha
Haaa haaa haa
Chayee Madhosiyan
Dil Dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Yeh kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Yeh bekarari
Janu Na

Ho ho ho

Apne hado se Guzrne laga hoon
Saason mein teri utarne laga hoon
Bhatakta tha pehle
Idhar se udhar mein
Magar ek jagah abb Teharne laga hoon

Lagti hai pyaari
Yeh bekarari
Janu Na

Chayee Madhosiyan
Dil Dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Yeh kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyon bekarari
Janu Na

O ho ho
O O O

Saason mein saasein ulajhne lagi hai
Hoothon ki samnam behkne lagi
Khawish ka toofan machalne laga hai
Nazuk sa dil yeh pheghallne laga hai

Lagti hai pyaari
Yeh bekarari
Janu Na

Chayee Madhosiyan
Dil Dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Yeh kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyon bekarari
Janu Na

O ho ho
O O O

Koi rasta ho
Koi reh guzar ho
Mohabbat jo teri
Meri Humsafar ho
Bahwar mein bhi haske
Utar jaunga mein
Mujhpe hamesha jo teri nazar ho

Lagti hai pyaari
Yeh bekarari
Janu Na

Chayee Madhosiyan
Dil Dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Yeh kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyon bekarari
Janu Na

O ho ho
O O O

Tags:

Leave a Reply