Guzrega Ye Pal Lyrics – Aasma

Guzregaa Ye Pal (8)

Aisa Lamha Tha
Ki Mann Karta Tha
Jee Loo Main Baar Baar
Aane Wala Kal

Na Jaane Kis Pal
Le Jaata Hai Kahaa…
Hai Kisne Jaana
Ab Kya Afsaana
Likhta Hai Aasmaan
Karle Thoda Intezaar…
Jaaye Na Toh Ise

Guzregaa Ye Pal

Ooo… Itne Kyon Hai Bekarar
Kahe Ki Hai Fikar

Guzregaa Na Yeh Pal

Na Na Na Nanana (4)

Accha Lagta Hai
Chahe Sapna Hai
Par Woh Nahi Hai Yaar
Par Main Deewana
Yeh Bhi Na Jaana
Hai Jeena Toh Ek Bahaana
Dil Tode Saare
Par Sunle Pyaare
Sab Chalta Hai Yahaan
Karle Thoda Intezaar
Jaaye Na Ise

Guzregaa Yeh Pal

Itna Kyon Hai Bekarar (Bekarar)
Kahe Ki Hai Fikar
Guzregaa Na Yeh Pal

Na Na Na Nanana (4)

Is Jahan Se Uss Jahan Tak
Is Zameen Se Aasmaan Tak
Dhondte Hai Manzil Ko Har Kadam
Na Mili Toh Phir Lenge Janam

Oooo…

Guzregaa Yeh Pal (3)

Oho..

Guzregaa Yeh Pal (4)

Karle Thoda Intezaar
Jaaye Na Toh Ise

Guzregaa Yeh Pal
Itna Kyon Hai Bekarar
Kahe Ki Hai Fikar

Guzregaa Yeh Pal

Na Na Na Nanana (4)

Hai Intezaar…

Aaa…

Leave a Reply