Qaatilaana Lyrics – The Stoneman Murders

qaatilaana hain zulfon ke naag re
qaatilaana hai ankhiyon ki aag re
zara bachke tu rehna
hai ye aashiqon ka kehna
maine loote hazaaron yaar re

qaatilaana hain zulfon ke naag re
qaatilaana hai ankhiyon ki aag re
zara bachke tu rehna
hai ye aashiqon ka kehna
maine loote hazaaron yaar re…

qaatilaana oh oh..
qaatilaana ah ah..
qaatilaana oh oh..
qaatilaana…

jalwe kataar mere
tez inki dhaar hai
dil ke tukde kar daalungi
zehreele jaam mere
aaj teri saans mein
katra katra bhar daalungi

mere hothon ke ye pyaale
sabki jaan lene waale
maine loote hazaaron yaar re

qaatilaana hain zulfon ke naag re
qaatilaana hai ankhiyon ki aag re
zara bachke tu rehna
hai ye aashiqon ka kehna
maine loote hazaaron yaar re…

qaatilaana oh oh..
qaatilaana ah ah..
qaatilaana oh oh..
qaatilaana..

nakhron mein naaz
ye mizaaz mere dekh kar
dhadke nazrein mehmaano ki
khatron bhari hai mere
roop ki rangeeniyaan
sun le duniya deewano ki

maine seene se nikaale
dil saare tod daale
maine loote hazaaron yaar re

qaatilaana hain zulfon ke naag re (naag re)
qaatilaana hai ankhiyon ki aag re (aag re)
zara bachke tu rehna
hai ye aashiqon ka kehna
maine loote hazaaron yaar re

qaatilaana oh oh..
qaatilaana ah ah..
qaatilaana oh oh..
qaatilaana..

Leave a Reply