Posts Tagged ‘Dil Kabbadi’
Zindagi Yeh Safar Mein Hai Lyrics – Dil Kabbadi
Lyrics
hmmm hmmmmm hm hm
hmmm hmmmmm hm hm
Zindagi yeh safar mein hai
Kat raha hai rasta
Zindagi yeh safar mein hai
Kat raha hai rasta
Hum safar to hai magar
Manzileee hai juda juda
Hum safar to hai magar
Manzileee hai juda juda
Zindagi yeh safar mein hai
Kat raha hai rasta
Hum safar to hai magar
Manzileee hai juda juda
Aansuno ki dhoop mein
Koi chal raha idhar
Aansuno ki dhoop mein
Koi chal raha idhar
Kehkhaho ki chau mein
Koi chal raha udhar
Koi Kisi se gum hua
Koi kisi ko mil gaya
Koi Kisi se gum hua
Koi kisi ko mil gaya
Hum safar to hai magar
Manzileee hai juda juda
Hum safar to hai magar
Manzileee hai juda juda
sa ni ni sa
ni sa ni sa
sa re re re
sa ni ni sa
ni sa ni sa
sa re re re
sa ni ni sa
ni sa ni sa
sa re re re
ni pa ni pa ni
pa ni pa ni sa
sa ni ni sa
ni sa ni sa
sa re re re
sa ni ni sa
ni sa ni sa
sa re re re
sa ni ni sa
ni sa ni sa
sa re re re
sa re re pa re re
ma re re sa
HAi milan ki chahtein
Fasle hai darminyan
HAi milan ki chahtein
Fasle hai darminyan
Dhakane to ek hai
Phir bhi hai yehj dooriyan
koi kisi ko hai chahata
Koi kisi se hai khafa
Hum safar to hai magar
Manzileee hai juda juda
Hum safar to hai magar
Manzileee hai juda juda
Zindagi yeh safar mein hai
Kat raha hai rasta
Zindagi yeh safar mein hai
Kat raha hai rasta
Hum safar to hai magar
Manzileee hai juda juda
Hum safar to hai magar
Manzileee hai juda juda
Ehsaan Itna Sa Lyrics – Dil Kabaddi
Lyrics
ehsaan itna sa kar de
mujhe phir tanha sa kar de
tere bina jeena sakunga
mil ke yeh tujhse
kehna sakunga…
ehsaan itna sa kar de
mujhe phir tanha sa kar de…
tera mera yeh nata kyon toota
tera mera yeh pyaar kyon rootha
adhi baatein adhuri raatein
reh gayi tere bina
tera mera yeh nata kyon toota
tera mera yeh pyaar kyon rootha
adhi baatein adhuri raatein
reh gayi tere bina
tanhaiyan seh na sakunga
tere bina jee na sakunga
ehsaan itna sa kar de
mujhe phir tanha sa kar de
tere bina jeena sakunga
mil ke yeh tujhse
kehna sakunga
tu nahi raha teri yaad reh gayi
palkon pe teri aas reh gayi
koi to hoga bahana bata
tujhko bhula dene ka
tu nahi raha teri yaad reh gayi
palkon pe teri aas reh gayi
koi to hoga bahana bata
tujhko bhula dene ka
tanhaiyan seh na sakunga
tere bina jee na sakunga
ehsaan itna sa kar de
mujhe phir tanha sa kar de…
ehsaan itna sa kar de
ehsaan tanha sa kar de