Posts Tagged ‘Ghajini’
Latoo Mein Latoo Lyrics – Ghajini
Nachayenge
Nachayenge
Latoo latoo latoo main
Us pe latoo
Latoo latoo latoo mein
Aye lala aye lala aye lala
Palak kyun phadke re
Dil kyun dhadke re
Thirak si jaoon re
Kyun mein sharamaan re
Aaj ye kaun aaya
Khushbuwon sa chaaya
Chal mein ghungroo hai mausam hai
Oh oh oh oho yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar
Latoo latoo latoo main
Us pe latoo
Latoo latoo latoo mein
Us pe latoo
Yaar Yaar Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar
Uske aane se bus jaaye
soone soone maan ka ilaka
Nachayenge
Woh bus kar de ishaara
Aur mein boloon jo hukm ho aaqa
Nachayenge
Masti mein Tee woh hai
Jeene mein Jee woh hai
Seene mein See woh hai
Dhak dhak dhak har dhadkan mein woh
Pani mein pa who hai
Dhani mein Dha woh hai
Maani mein maa woh hai
Saazon mein har har sargam mein woh
Luft kya uski ashiqui mein hai
Usko ghoonth ghoonth
MEin pee loon
Zindagi Chayen chayen
Main jee loon
Latoo latoo latoo mein
uspe latoo
Latoo latoo latoon mein
Uspe Latoo
Yaar Yaar Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar
o Palak kyun phadke re
Dil kyun dhadke re
Thirak si jaoon re
Kyun mein sharamaan re
Aaj ye kaun aaya
Khushbuwon sa chaaya
Chal mein ghungroo hai mausam hai
Oh oh oh oho yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar Yaar
Bekha Main Behka Lyrics – Ghajini
behka… main behka
woh behki hawa si aayee
ek hi nazar mein sab
mazil wanzil payee
hatke alag si thee
bilkul juda si
na hi adaayen
na koi angrayee
behka… behka
main behka… behka
mehka mehka
ye mann hai mehka
behka… main behka
woh behki hawa si aayee
ek hi nazar mein sab
mazil wanzil payee
dhadkan dhak dhak
dhak dhak dhak dhak huyee
dil tha tha tha tha tha tha thayee
chal dagmag mag dagmag mag huyee
jhoomoo main jhamak jhamajham
rasta takoon… takoon
takoon takoon takon
takoon main
pal pal jagoon… jagoon
jagoon jagoon jagoo
jagoon main
baar baar badal karwat
usko sochoon main
behka… behka
main behka… behka
mehka mehka
ye mann hai mehka
guzare jahan se woh
rounak udaaye
chhalke nadi si woh
mujhko bhigoti jaaye
woh gun gunaaye
nageene lutaaye
khatta sa bachpan
meethi shararat
thoda resham hai
thodi nazakat
kabhi sharmaye
kabhi lahraye
usme saahil hai
aur jaane kitni gehrayee
behka… main behka
woh behki hawa si aayee
ek hi nazara mein sab
manzil wanzil paaye
hatke alag se thi
bilkul juda si
na hi aadaayen
na koi angrayee
behka… behka
main behka… behka
mehka mehka
ye mann hai mehka
uski boli
jaise phoolon ki toli
uska chalna
rituen badalna
jhoot bhi uske sachche
lagey achchhe lagey
sach se bade lagey
rahon mein uski
haath baandhe palke
bichhaye huey sar ko
jhukaye huey
khusboowon se chhaye huey
taktaki lagaye huey
saath saath jaane kitne
saare mausam khade rahen
behka… main behka
woh behki hawa si aayee
ek hi nazar mein sab
manzil wanzil payee
behka… main behka
woh behki hawa si aayee
ek hi nazar mein sab
manzil wanzil payee
hatke alag se thee woh
bilkul juda si
na hi aadaayen
na koi angrayee
behka main
haan behka behka main
behka main
haan behka behka
behka main
behka main
haan behka behka main
behka main
haan behka behka
haan behka
behka main
haan behka behka main
behka main
haan behka behka
behka main