Posts Tagged ‘Yuvvraaj’
Main Hoon Yuvvraaj Lyrics - Yuvvraaj Movie
“Subhash Ghai is very different from other directors. He has really worked hard on the visuals. They look really colourful and really romantic. It’s almost treated in a musical way where it’s more realistic than just background music.”
-A. R. Rahman
Lyrics
ladies n gentleman
main hoon devin… devin yuvraaj
maaf karna bethovin sahab
they think i’m a bad guy
they are rite i ammm a bad guyyy
thora sa ziddi..
thora sa awaraa..
thora sa pagal..
thora sa nakara..
yani total mila kar……
i ammm a bad guyyyy
yeh hai meri mehboba
jo sochti hai ke mujhe kuch nahi ata
na saaz hai na awaaz hai
par mein banonga…
superstar….
to jane maan jane lo ek raaz…
ab sunu meri aawazz
Zindagi Zindagi Kya Kami Lyrics - Yuvvraaj Movie
Lyrics
Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai
Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai
Zindgai zindagi
Tu kahan kho gai
Tu kahan kho gai
Koi aaya nahi
Dopahar ho gai
Koi aaya nahi
Zindagai zindagi
Din aaye din jaaye
Sadiyan bhi gin aaye
Sadiyan re
Tanhai lipti hain
Lipti hain saanson ki
Rasiya re
Tere bina badi pyasi hain
Tere bina hain pyasi re
Naino ki do sakhiyan re
Tanha re mein tanha re
Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai
Zindagi zindagi
Subah ka khoara hain
Sham ki dhool hain
Tanhai hain
Raat bhi zard hain
Dard hi dard hain
ruswai Hain
Kaise kate saanse uljhi hain
Raatein badi jhulsi jhulsi hain
Naina kori sadiyan re
Tanha s mein tanha re
Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai
Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai
Tu kahan kho gai
Koi aaya nahi
Dopahar ho gai
Koi aaya nahi
Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai