Tum Hamaare Nahin To Kaya Gham Hai Lyrics – Jagjit Singh

Lyrics
Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai (2)
Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai
Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai
Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai

Muskura Do Zara Khuda Ke Liye (3)
Sham-e-mhafil Mein Roshni Kam Haai
Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai
Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai

Ban Gaya Hai Yeh Zindagi Aab To (3)
Tuz Se Badkar Hume Tera Gam Hai
Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai
Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai

Tags:

3 Comments

Leave a Reply