Zindagi Zindagi Kya Kami Lyrics – Yuvvraaj Movie

Lyrics
Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai

Zindgai zindagi

Tu kahan kho gai
Tu kahan kho gai
Koi aaya nahi
Dopahar ho gai
Koi aaya nahi

Zindagai zindagi
Din aaye din jaaye
Sadiyan bhi gin aaye
Sadiyan re

Tanhai lipti hain
Lipti hain saanson ki
Rasiya re
Tere bina badi pyasi hain
Tere bina hain pyasi re
Naino ki do sakhiyan re
Tanha re mein tanha re

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai
Zindagi zindagi

Subah ka khoara hain
Sham ki dhool hain
Tanhai hain
Raat bhi zard hain
Dard hi dard hain
ruswai Hain
Kaise kate saanse uljhi hain
Raatein badi jhulsi jhulsi hain
Naina kori sadiyan re
Tanha s mein tanha re

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai

Tu kahan kho gai
Koi aaya nahi
Dopahar ho gai
Koi aaya nahi

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein
Kyun Nami reh gai

Tags: ,

Leave a Reply